People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Balam Mohe Mann
Lyricist: Qaiser Sabai
Album: Raees(1948)
Tag: Hindi
Video:
balam mohe man se na apne bhulana
sajan mohe man se na apne bhulana
balam mohe man se na apne bhulana
preet ki rit nibhana nibhana nibhana
balam mohe sajan mohe
balam mohe man se na apne bhulana

naina dikhaye lakh tamase
naina dikhaye lakh tamase
man ko apne dena dilase
man ko apne dena dilase
duniya mujhe bisraye bala de
tum na mujhe bisrana
balam mohe sajan mohe
balam mohe man se na apne bhulana

man kahta hai o matwale
man kahta hai o matwale
khud ko kho kar ati ko pale
khud ko kho kar ati ko pale
in naino mein naina dale
in naino mein naina dale
jivan apna bitana
man se apne bhulana na
balam mohe sajan mohe
balam mohe man se na apne bhulana

preet badha ke door na jana
preet badha ke door naa jana
apna bana ke bhul na jana
apna bana ke bhul na jana
man aasha ke andhiyare mein
man aasha ke andhiyare mein
jivan jyot jagana
man se apne bhulana na
balam mohe sajan mohe
balam mohe man se na apne bhulana
Sapera Been Bajaye
Lyricist: Prem Dhawan
Tag: Hindi
Video:
sapera been bajaye gayo
nagan ko mast banaye gayo
mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka

sun sun dhun jiya so bal khaye re
nas nas bas gayi peed kaisi haye re
kaha bhi na jaye kuch raha bhi na jaye re
raha bhi na jaye re
mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka

khichi chali aayi teri jadu bhari tan se
aaya teri nagri me bade arman se
lut liya tune ek mithi muskan se
mithi muskan se mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka

sapera been bajaye gayo
nagan ko mast banaye gayo
mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka sapera been bajaye gayo
nagan ko mast banaye gayo
mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka